PET ME GAS SE NIJAT PAYE

Gas ki samsya
Gas ki samasya se aap pareshaan hai to aaiye jante hai isse chutakara kaise milega 

1) bhuna hua hing aur namak garam paani ke sath le
2) dalchini ko ubalkar thanda kar le aur subah khali pet piye
3) ajwain aur kala namak khaye
4) jitna ho sake utna paani piye, isse pet saaf hoga gas nhi banegi. 
5) nimbu aur baking soda pani me mila ke piye. 

Comments

Popular Posts