kamar dard se kaise chutkara paye ?

kamar dard se kaise chutkara paye ?

Kamar dard ke kai wajah ho sakte hain.
1 kamar me koi chot lagna
2 galat tarike se baithna
3 motapa
4 jada der computer par baithna
5 umar badhne ke sath haddiya aur maaspeshiya kamjor hona
6 calcium aur vitamin D ki kami se
7 achanak jhukna
8 pet ki charbi badhne se

 yaha hum aapko kamar darad se niwaran ke kuch gharelu tips bata rahe hain - 

1) Garm tel se malish - sarso ka tel garm karke malish karne se kamar dard mein bahot aaram milta hai.

2) calcium aur vitamin D- apne khane me calcium aur vitamin D matra badhaye.

3) dalchini aur shahad milakar ek chammach rojana khaye.

4) bhojan mein adhik matra mein lehsun ka prayog kare. lahsun kamar dard ka accha upchaar hai.

Comments

Popular Posts